| Tujhe dekhna meri eid hai |
Teri deed jisko naseeb ho wo naseeb
khushnaseeb hai,
Teri yaad hai meri zindagi tujhe dekhna meri eid hai. |
| Dua hai har saal manao eid |
Dua hai manao haaroon saal EIDAIN tum .
Musarratoon ki her ghari tumhain mubarak ho.. |
| Usi tarah ho mubarak app
ko |
Sunhari dhup barsat ke bad,
Thodi si khushi har bat ke bad,
Usi tarah ho mubarak app ko
Ye nayi subah kal rat ke bad….Happy eidday. |
| Kehtay hain Eid ki amad hai |
Kuch dair tu dil ko chain milay
Kuch rooz tu man ka phool khilay
Kehtay hain Eid ki amad hai
Ab log bhi kuch taeed karain . |
| Eid ae zamanay main |
Eid ae zamanay main
Tum gir paray gusal khanay main…
Aam kay rass ko juice kehtay hain
Jo eid card na day usaay kanjuice kehtay hain..
Sonay ka kara konay main para
Eid card dayna hi para |
| Eid may nazrein hi milaa lo |
Ramzan may na milsakey,
Eid may nazrein hi milaa lo.
Haath milaney se kya hoga?
Seedha galey hi lagaa lo. |
| Tumko bhi eid mubarak |
Subeh subeh uth ke ho jawo fresh,
Pehen lo aj sobse aacha sa koi dress,
Doston ka sath aab chalo ghumne,
Eid mubarak karo sabko jo aaye samne.
Tumko bhi Eid Mubarak |
| Eid aai hai dil shaad rakhna |
Eid aai hai dil shaad rakhna
Siwayyan khatay hoay ham ko bhi yaad rakhna.
Eid wo Eid nahi jis mai tumhari deed nahi
Deed wo deed nahi jis mai tum qareeb nahi |
| Peechli eid ke baad.. |
Sunhari dhoop barsaat ke baad.
Tohri si hasi har baat ke baad.
Ussi tarhan yeh eid bhi mubarak ho,
Peechli eid ke baad.. |
| First telling u Eid Mubarak.. |
After 3 days
After 72hrs
After 4320 min
After 259200sec
Every1 will send u this msg but i m the
1st telling u and ur family Eid Mubarak |