| D se itna bhi dur na ho
jana |
D se Dosti,
D se Dil,
D se Dard,
D se Dillagi,
D se Dewangi
Par D se itna bhi Dur na ho jana ki S se SMS our C se call bhi na
kar sako |
| Sirf ek hichki se aapke
dil ko hila sakte hain hum |
Aap paas raho ya dur,
Dil se dil ki aawaz mila sakte hain hum.
Na khat ke na telephone ke mohtaz hain,
Sirf ek hichki se aapke dil ko hila sakte hain hum |
| SMS kiya karo
kanjoos |
Dimag ke liye santra ka juice
Aankhon ke liye carrot ka juice
Sehat ke liye anar ka juice
Khush rehne ke liye SMS kiya karo kanjoos |
| Yeh mujhey SMS nahin karta |
ALLAH ke naam pe,
MAULA ke naam pe,
Tere biwi bachon ke naam pe,
Koi mere is SMS padhne wale dost ko paisa dedo,
Yeh mujhey SMS nahin karta |
| SMS karna chhod do? |
Rahul ke baap ne kaha, “Ghar chhod
do”
Maa ne kaha, “Girlfriend chhod do”
Girlfriend ne kaha “Sarab chhod do”
But my dear friend tumse kisne kaha, “SMS karna chhod do?” |
| Satyug aane wala hai |
Hitler raha nahi,
Saddam pakda gaya,
Bin Laden ka thikana nahi,
Veerapppan mara gaya,
Aap bhi dikhte nahin,
Lagta hai dharti par satyug aane wala hai |
| Apni yaadon se keh do is
tarah naa aaya kare |
Kitni jaldi mulaqat guzar jaati
hai,
Pyaas bujhti nahin barsat guzar jaati hai.
Apni yaadon se keh do is tarah naa aaya kare,
Neend aati nahi aur raat guzar jaati hai. |
| Waqt bewaqt yaad kiya
karte hain |
Hum to sirf aapki baat kiya karte
hain,
har dhadkan pe aapka naam liya karte hain,
aap ho hume apni jaan se bhi pyare,
tabhi to waqt bewaqt yaad kiya karte hain |
| Ae dost tu dil ke aur paas
aane laga |
Tumse doori ka ehsaas jab satane
laga,
Tere saath guzra har lamha yaad aane laga,
Jab bhi tumhe bhulne ki koshish ki,
Ae dost tu dil ke aur paas aane laga. |
| Apun ne fauran sms kiya |
Subha ko yaad aayi to miss kiya,
dopahar ko yaad aayi to bahut miss kiya,
sham ko bhi yaad aayi aur heart ne attack kiya,
aur apun ne fauran sms kiya. |