| Chala jaaoon ga main ye
jahan chor kar |
Is aas main chala jaaoon ga main
ye jahan chor kar
Ke shayad mera marna hi kuch kaam aaye ga
Shayad chali aaye tu us pal mere paas daudkar
Jis pal tere paas meri maut ka paigam aaye ga |
| Aise umeed na kiya karo |
Hawa main diya lagakar na bujhne
ki umeed mat kiya karo
Bujh jayegi diya sahi jagha ki talash kiya karo
Bina bataye, bina jataye koi maan ki dard jane
Aise umeed na kiya karo
Khud talasho vaise humdard ko
Kisi aash pe na baitha karo. |
| The tradegy
about life is not death |
The tradegy about life is not
death itself
But it’s when something dies within you while
U still alive bcoz u live 2 fell the hurt,
Love is very important in life and it almost died within me
But u came and rescued it. |
| Kuch ajeeb faslo ka janm
ho raha hai |
Kuch ajeeb faslo ka janm ho raha
hai
Naseeb mera jaagkar bhi soo raha hai
Kaise keh du tuta dil dhadakta nahi
Jabki aaj dil ka har tukda ro raha hai . |
| Khuda ne bhi dhoka khaya
hoga |
Khuda ne jab ishq banaya hoga,
To usne ishq ko khud pe bhi aajmaya hoga.
Jab khuda ne kasam khaya hoga pyaar me,
Main kehta hu khuda ne bhi 100% dhoka khaya hoga. |
| Tujhe bhoolne ki vade
kartre hai |
“Bhoolneki tujhe najane hum
kitne vade karte hain,
Kaise bhoolu tujhe,yeh sochker tume yaad karte hain,
Jab bhi hota hai zikr zamane mein pyar aur wafaa ki,
To tumhe bewafa ke bahane yaad karte hain ” |
| Kisi aur ke dildar ban
gaye |
Pata hi nahi chala kab woh dost se
hamara pyar bangaye,
Saath gujare hua kuch pal aaj yaadgar ban gaye,
Kar na sake unse izhaar hum is baat ka,
Aur dekhte hi dekhte woh kisi aur ke dildar ban gaye. |
| Dil jo dooba aash ke gam
me |
Dil jo dooba aash ke gam ankh me
machal gaye,
Ek chirag kya bujha sau chirag jal gaye,
Meri unki raah bas itni der ek thi,
Do kadam chale hi the ki raste badal gaye. |
| Kuchh nahi bacha hai |
Har udasi hai mere dil par chhayi
hui,
Har khusi hai mujhse ghabrayi hui,
Kuchh nahi bacha hai meri zindgi ke daman me,
Chand kaliyan hain wo bhi murjhayi hui |
| Bahut der se barbad kiya |
Dil ki choton ne kabhi chain se
rehne na diya,
Jab chali sard hawa maine tujhe yaad kiya,
Iska rona nahi kyo tumne kiya hai barbad,
Iska gam hai k bahut der se barbad kiya. |