| Mere dil mein tha thikana
unka |
Mere dil mein tha thikana unka,
Do kadam bhi unse aya na gaya…
Main ne pucha ke kyon toda wada mera?
Woh hass kar bole nibhaya na gaya… |
| Naa karta shikayat zamane se
koi |
Naa karta shikayat zamane se koi,
Agar maan Jata manane se koi,
Kisi ko kyu yaad karta hai Koi,
Agar bhool jata hai bhulane se Koi… |
| Nasha ham karte
hai |
Nasha ham karte hai,
Ilzam sharab pe aata hai,
Is mein shrab ka kya kasoor,
Unka hai jinka chehra,
Har jam mein najar aata hai. |
| Mehfil mein kuch to sunana
padta hai |
Mehfil mein kuch to sunana padta
hai,
Gum chupakar muskurana padta hai,
kabhi ham bhi dost the aapke,
Aaj kal aapko yad dilana padta hai. |
| To aap apne hosh kho diye
hote |
Agar humne aapko apne gum de diye
hote,
To aap apne hosh kho diye hote,
Hum to phir bhi muskura rahe hai,
Aap to khuda ki kasam ro diye hote! |
| Paas aa kar sabhi door chale
jate hain |
Paas aa kar sabhi door chale jate
hain,
Hum akele they akele hi reh jate hain,
Dil ka dard kis ko dikhayein,
Marham lagane wale hi zakham de jate hai. |
| Ye mahobbat hai jara bach ke
rehna |
Kali ne pholo ko kuch khash banaya,
Pholo ne mali ko kuch khash dekhaya,
Ye mahobbat hai jara bach ke rehna,
Isne na jane kitno ko devdas banaya. |
| Khuda kisi ko kisi pe fida na
kare |
Khuda kisi ko kisi pe fida na kare,
Kare to qayamat tak juda na kare,
Yeh mana ki koi marta nahi judai mein,
Lekin jee bhi to nahi pata tanhai mein. |
| “Mohabbat” bata dena… |
Dil tod diya ab chitha bhi jala
dena,
Kafan na ho to dupatta odha dena,
Koi puche rog kya tha toh nazar jukhakar,
“Mohabbat” bata dena… |
| Kab Toot jaye kasam hi to hai |
Kab Toot jaye kasam hi to hai,
Kab badal jaye nazar hi to hai,
Tum mere Saath ki aadat na dalna,
Kab choot jaye zindagi to hai. |